December 26, 2009

आईना टूट गया देख के सूरत तेरी…

मैंने पहले ही कहा था कि संवर मत जाना…

7 responses to “”

  1. tasveer says:

    aapke in alfaazon , aapke iss andaaz se zyaada khoobsurat kya ho sakta hai.par yakeenan aapke iss andaaz se kuch toot ta nahi, bus sanwarta hoga.BEAUTIFUL

  2. rajni says:

    aasha hai inn pangtiyon mein kisi ki tareef hi ki hai aapne…………khair tareef ho ya kataksh,yeh to apni apni nazar ki baat hai.Haqeeqat bus itni si hai ki asal mein chehra aur uska shringar fakat ek bahana hai,,,jiski oodh mein aapne apni sooch ke pankh piro diye aur uss shakl ko ek asmita udha di,apne alfaazon ke shringar se.

  3. Rutuja says:

    meaningful…beautiful…wonderful

  4. hinana says:

    a beauiful couplet.
    allah kare zor e sukhan aur ziyadah

  5. bharti says:

    par kya kijee….aaina toot kar bhi apni fitrat nahi badalta….aks dikhane se baaz nahi aata.par gar vo fitrat badalde apni,to hum bhi kaise khud ko pehcnanenge?

  6. Irshad Kamil says:

    Amruta, Mrunalinni, Tasveer, Rajni, Hinana, Rutuja n Bharti thank u very much for liking and commenting on this couplet. Plz keep visiting to encourage me. Luv n Rgds to all.

  7. hazel bishwas says:

    aaina tootne ke baad bhi
    hazaaron tokadon mein
    hazaaron baar usski khoobsoorti ko
    apne mein samete rakhta hai …..

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Zareef AT Work