December 26, 2009

डूब रही है वफ़ा की कश्ती लम्हा लम्हा तेरे दर…

फिर से इक इलज़ाम जफा का आ जायेगा मेरे सर

9 responses to “”

  1. tasveer says:

    kashti gar hai wafa ki toh phir kaise doobnee paayegi.toofano se takrakar yeh phir sona ho jayegi.

  2. rajni says:

    u r truly blessed to have the ability to pen down n express urself in such honest n real way that it becomes an emotion that all of us can connect with. great going Irshadji.

  3. Sanjiv Dawar says:

    very gud irshad…mujhe bhi aapki iss baat pe kuchh yaad aa raha hai…kashti bhi patwaar bhi tu hai, tu nafrat hai pyar bhi tu hai, tu iss dil ki be-aitbaari, aur dil ka aitbaar bhi tu hai……..janaab lagta hai aap sabko shayar bana doge…

  4. Rutuja says:

    deep…touching…truthful… realistic…

  5. shelly says:

    very poetic n delicate in sound.u r really too good.

  6. Reena Patel says:

    bahut achha hai sir…aksar aisa hota hai…bewafai koi karta hai aur ilzaam kisi aur ke sar aata hai…behtreen tareeke se aapne iss khayal ko buna hai.

  7. Irshad Kamil says:

    tasveer, rajni, sanjiv, rutuja, shelly n reena thanks for ur so nice comments, i am humbled.

  8. hazel bishwas says:

    belated after thought hai yeh ..
    bass was going through your posts so I was compelled to answer …
    Irshad this is just a stray thought I am sharing ….

    aaj bhi chaaton ki kabr ke phulon se khushbu hui nahi juda
    koi bataye mujhko kyun beete gham pe rota hai yeh zamana

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Zareef AT Work