December 26, 2009

वो कौन था जो झुका नहीं, जो कट गया चुपचाप से…

वो शख्स मैं था बोलना, कोई पूछ ले जो आपसे

11 responses to “”

  1. hazel bishwas says:

    jo jhuka nahi zindagi bhar vo sajda kya karega
    jissne sajda na kiya vo mohabbat kya karega

  2. Gurinder Azad says:

    ….. aaj is sh’er ke zariye is tareh aapse milna hua hai !!! Gairat aur khuddari ki presentation khoob hai. Dard hai lekin ye dard baitha nahi hai… khada hua hai. Is dard ka khade hona hi m’hatvpooran hai. Na jhukne ka sankalp shayar ko asli shayar banata hai. Mujhe aseem khushi hai ki apki shayari naye daur mein apne signature kar rahi hai.

    Chhote bhai ka Salaam aur dauayen kubool farmayen !!

  3. Irshad Kamil says:

    Hazel gud she’r but i feel there is quite a lot difference between JHUKNA and SAJDA KARNA…

  4. Irshad Kamil says:

    Gurinder bhai bahut shukriya…aap to jaante hi hain lekhak ke liye apni talaash bahut zaroori hai…roz talaash…lagataar talaash.

  5. Parvez Akhtar says:

    Bahut achha likha haiIrshad bhai

  6. Irshad Kamil says:

    Parvez bhai bahut shukriya.

  7. Rutuja says:

    wow…soulful…gr8

    and

    super like on Mr. Gurinder’s comment

  8. Irshad Kamil says:

    Rutuja thanks a lot. Gurinder bhai is genius.

  9. shakti barthwal says:

    accha laga sir , fir se bahut purani line yaad aayi, apni aazadi ko hargiz mita sakte nahin, ser kata sakte hain lekin ser jhuka sakte nahin…Aur aapki baaton mein aapki zindadili aur aapke bebaakpan ki aazaadi nazar aati hai…

  10. Irshad Kamil says:

    Shakti thanks a lot. Tumhe bahut yaad karta hun.

  11. Rachana says:

    बहुत खूब!!

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Zareef AT Work