December 26, 2009

शर्म की चादर खोल उतारूँ…

तन की मिरचें उसपे वारूँ…

होंठों के शहतूत खोलके…

हक़ यार का नाम पुकारूँ

13 responses to “”

  1. suhel0703 says:

    kya baat hei…. awesome…

  2. shelly says:

    haq yaar ka naam pukarun….wahhhh

  3. shakti barthwal says:

    accha hai Sir…Sharm ki chadar …Tann ki mirchein….hothon ke shehtoot ….Sharm ki chadar ke alawa sabkuch meri soch se parey hai…Sirf last line mein confuse hun Sir…aapne likha hai Haq yaar ka naam pukarun…

    Mujhe aisa lagta hai Haq se yaar ka naam pukarun…. Aap par apna haq main bhi samjhta hun, isiliye samjhna chahta hun ki , aapne haq se kyon nahin likha….Haq yaar ka naam pukarun kyon likha…

    gustakhi maaf ….rgrd…Shakti

  4. Rutuja says:

    remarkably wow…soul winner 🙂

  5. tasveer says:

    i find Shakti ji’s comment very interesting.i guess mohabbat ek alag tarah ka haq, ek junoon,ek bebaaqi se bhara sajda karati hai.yahan shayad usi ka zikr hai!but of course,Irshad ji is the right person to answer. this piece is full of life.beautiful.

  6. Irshad Kamil says:

    Shakti n Tasveer you both r right in ur own ways. I wrote “Haq Yaar ka naam pukarun” in the meaning of GOD…here HAQ means GOD…these above lines r written in traditional sufi poetry form. discuss if there is any further doubt.

  7. tasveer says:

    thanx for clearing the clouds for us, Irshad.

  8. bulbul says:

    i find the second line very unusual ,never heard before. n even hothon ke ‘shehtoot’ also for that matter.bahut der se koshish kar rahi hun…………….abhi comfortable nahi hui hoon……………aur yeh bahut acchi baat hai!…shayad

  9. shakti barthwal says:

    Sir, Kuch Love Jaisa ke song sun raha tha…Ek jagah bahut accha laga….Aapki yaad aayi aur fir pata chala ki aapne he likha hai……..

    You are Great Sir….I Admire you , Salute you, and dil se congratulate you, For those wonderful line….aapne apni chaap har jagah chhodi hai Sir…..Love you Very Much……Sir aapki line aapke liye pesh kar raha hun…

    Nah woh sathi, nah woh saya, phir bhi CHala, saath mere. Yaadon sa woh, vaadon sa woh, din sa dhala, saath mere.”

  10. Irshad Kamil says:

    Shakti thank u very much. i also luv u very much…tu mera chhota mota bhai hai.

  11. Irshad says:

    subhan allah

  12. Gurinder Azad says:

    Bhai, is quote ke sare shabd chamak rahe hain.

    Lagaav ka mahaul hai jo assert kar raha hai, jaise doosre level pe jana chahta hai… aur ja bhi raha hai.. Lekin bade saleeke se loud bhi ho raha hai… aur zaroori hai. Assertion mein agar saleeka na ho to kintu-prantu uthte hain. Is baat mein aapne bazi maari hai.

    Aise sh’er samaaj ki chhatt par mori karte hain…. aasmaan dekhne ki chahat mein !

    Kabil-e-gaur aur Kabile-tareef likha hai bhai jaan !

  13. Irshad Kamil says:

    Gurinder bhai shukriya iss tanqeed ke liye.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Zareef AT Work