December 26, 2009

उदासी छोड़ ना पाए मेरा पीछा वो ये सोचे…

भरी दुनिया है और देखो मेरा शायर अकेला है…

मुसाफिर राह से यूँ तो गुज़रते जा रहे “कामिल“…

किनारे पे खड़ा इक मील का पत्थर अकेला है…

7 responses to “”

  1. Reena Patel says:

    Sir bahut hi achha hai…maza aa gaya…par ek sawaal hai mera…shayar hamesha akele kyon hote hain?…

  2. bharti says:

    A VERY VERY VERY HAPPY 2011 TO YOU. BHAGWAAN SE DUA HAI KI ISS SAAL UDAASI AAPSE MILOON MILOON MILOON DOOR RAHE.BHOOL JAYE VO AAPKE DIL KA PATA……ROOHANIYAT KI ZINDAGI aur ZINDAGI SE MOHABBAT-KHUSHIYON KO EK MAUKA DIJIYE,VO BHI INKE GHAR KA PATA JAANTI HAI..ek sawaal mera bhi hai,,, khushiyon se aap naraaz rehte hain , ya udaasi se wafaa karne ki kasam khayi hai aapne?

  3. tasveer says:

    aaj ke mubarak din humein aapka likha khoobsurat sa baigaam padhne ka mauka mila… KHUDA se MERI DIL SE MAANGI DUA hai ki AAJ KA DIN AAPKI ZINDAGI MEIN BHI KHUSHIYON KI KHUSBOO BEKHERE AUR YEH KHUSHBOO SAALON SAAL BADHTI RAHE, AUR PUKHTA,AUR TAAZI HOTI RAHE…………………..HAMARI AUR AAPKI RAZA MEIN ALLAH KI RAZA CHIPI HO.bus itni hi araz hai uss khuda se iss dil ki aaj.

  4. Rutuja says:

    this is very beautiful and emotive…

    Best Wishes to U Today and always 🙂

  5. hazel bishwas says:

    gar shaayar ki kalam se ehsaas na chalke …. usski nazmein haqeekat se mehroom rahe
    gar zikra na ho saaki kasida ya zamaane ka … har lavz har misra tasav’ vur se koson dur rahe
    Kamil ki kalam se sabko bohat ummeedein hain … hazaron nigah-e-ulfat milengi raah-e-daher main
    hujum-e-kasmakash se kab ghabraya hai kamil…. hazaaron duaon ki kurbaton mein jakada hai ,toh vo akela khyun ?

    as usual your lines convey the depths of your imiginations ….. God Bless !

  6. Bulbul says:

    Bit tilted towards sadness but its nice, deep n thought provoking.

  7. ऐसे शेर को बार बार पढने का मन होता है. इस शेर का आकर्षण इस बात में है कि विचार और शब्दों का काफिला हाथ में हाथ डाले साथ चलता महसूस होता है. और ख़ास बात ये कि इसकी लोकेशन लोग हैं, उनका ज़हन है, उनके मसले हैं. ये शेर हर संवेदनशील इंसान की कशमकश और उदासी का आइना भी है और साथी भी !

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Zareef AT Work