December 26, 2009

तेरी याद के रस्ते पे हर गीत मेरा चल देता है…

न थकन गीत को होती है न ख़तम ये रस्ता होता है…

8 responses to “”

  1. Rutuja says:

    Irshadji, wowww…so loveeelyyy……..fulllll of loveeeeeeee

  2. tasveer says:

    yaad bhi ajeeb hoti hai..jiski hoti hai,,,uski kabhi nahi hoti….aur jo apni kar ley jaye usko,to usey kabhi chain nahi deti. na aap koshish se inhe bator sakte ho, na tyaag…kuch yaadein waqt ke saath pheekin padh jaatein hai ,aur kuch …………..waqt ke saath aur taazi, aur zaalim ho jaatein hain…….aur kabhi yun bhi hota hai ki saamne guzar raha pal haqeeqat na hokar, ik yaad ki shakl sa lugta hai…………..aapki likhi do panktiyon ne bahut se sur chhed diye…..u r truly beyond words, Irshad

  3. Reena Patel says:

    behtreen hai irshad ji. isey kehte hain gaagar mein saagar bharna…aapki panktiyan dil ko chhoo gayin. jiyo.

  4. bulbul says:

    bahut bahut bahut gehra,bahut akela,bahut gumsum,bahut chup ……..khooya sa,phir bhi goonjta hua.yaadon sa hi ehsaas jaga diya aapki thought ne,jisey aapne shabdon mein piroya hai. ur words r magical. n i especially love the imagery they r able to create effortlessly.great going Irshad ji.

  5. bharti says:

    very soulful,vey alive.yaadon ke silsilay mein bahut hi naya andaaz-e-bayaan.

  6. Sanjiv Dawar says:

    Irshad bahut badhiya…tumhare iss yaad wale thought ne PU ki yaadein dila di…likhte raho dost…aur khoobsurat likhte raho.

  7. Irshad Kamil says:

    rutuja, tasveer, reena, bulbul, bharti n sajiv thanks for visiting n commenting.

    THERE IS ONE REQUEST FROM MY SIDE…LETS NOT USE “JI” TO ANY ONE WHILE COMMENTING OR DISCUSSING ABOUT POETRY BECAUSE THIS SITE N COLUMN IS ONLY FOR POETRY LOVERS AND ON THIS PLATFORM ALL ARE EQUAL. HOPE YOU ALL WILL AGREE.

  8. gurmeetpu says:

    बहुत अच्छा । वही वाली बात है न …मैं रूक गया तो मेरी सांसे रूक जाएंगी.,,, फासले और बढ़ा दो कि मैं जिंदा हूं अभी

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Zareef AT Work