honestly im tongue-tied. aapki iss thought ko ek genre mein bandhna ya ek nazariye se dekhna impossible hai.ismein romance bhi hai,gehri taqleef ki goonj bhi.athaa sagar ke samksh apne samarpan ka ehsaas bhi aur apne bhitar umadte saagar ko kaboo mein kar,vijayi hone ka khumaar bhi.har insaan apne liye ek mukaam hasil karne ki soch rakhta hai. aur jab vo wahan pahunch jata hai, ya kareeb hota hai, tab shayad……… bahut hi bahut hi kammaal!
sach kahun to mere paas bhi koi shabd nahi.aap yun hi aage badhte rahiye Irshad.aap sach mein hum sabon ke liye ek misaal hain…………..aapke tej ka ansh pakar shayad hum bhi nikhar jaayen.khuda se bus yahi dua hai ki aapka tej yun hi badhta rahe aur apni kaabliyat ke charam pe pahunchkar, aane wali kayi peedhiyon ke liye ek misaal banen aap.ek aisi misaal jise pana sabhi ka sapna ho………….aur aisa hi hoga yeh meri umeed nahi,mera yakeen hai.
रुतुजा की तरह मै भी नियमित हूं यहां पर 🙂 कई बार कमेन्ट करने से रूक जाती हूं, क्यों कि हर बार आपकी पन्क्तियां पढकर सिर्फ़ बहुत खूब, उम्दा या बढिया आदि कह्कर चुप नही रह पाती, कह्ने को और भी कुछ रहता है.. लेकिन डरती हूं :).
आज की पन्क्तियों पर भी मुझे ये कहना है–
” सवाल बन के आया जो एक दिन,
खयाल बन के रहा था दिल मे,
मिसाल बन के चला गया है……….
Oohhhhh…m soooooooooo touched, Irshad Sir……….soooo veryyyy sweet & nice & kind of U……YOUR comment hv made my YEAR…yesss the year n not a day-as Ur comment is soooooooo niceeeeeee……………………………….. + thxxxxxxxxxxxxxx……………….. yessssssss attending Ur website daily is my sweet addiction & m luving it…… 🙂
apne zakhmon pe bhi guroor kar pana.ishwar ne insaan ko kitni taaqat di hai, par hum kabhi khud ko pehchaan hi nahi paate.bahut khoob Irshad, bahut khoob!
Rachana aapka aur aapki panktiyon ka bahut swagat, zaroori nahin hai ki aap har update pe UMDA< BADHIYA ya BAHUT KHOOB he likhein aapko aur achha ho sakta tha, achha nahin hai ya main iss khayal se sehmat nahin likhne ki bhi poori chhoot hai…balki meri kalam ke sudhar ke liye vo zyada zaroori hai aur sahityak charcha [literary discussion] ka mahaul banane ke liye bhi issey shahyta milegi…iss website pe mere saath bane rahiye…apne vicharon ke saath…
i completely agree with wat Rachna has expressed n her poetic thought is really good.thanks Irshad for being d way you are.such responses frm ur side are really heart warming n encouraging for all of us.i hope all those visiting or commenting on this blog will agree with me……………ek baat aur, aap bahut accha likhte hai…………par aapko lekar hamari akankshayein bahut bahut bahut uunchi aur alhaida kism ki hain. ALL THE VERY BEST IRSHAD!
Irshad,
It has always been our pleasure and great learning experience to have creative interaction with you and others on this blog.
And… very importantly to say;
It’s always great of you…
to be so kind, to find all are equal on this platform;
to be so nice, to welcome all kind of appreciation & criticism and respect & consider them at equal level;
to be so dedicated to your art, to feel that appreciation & criticism open the truthful levels of meaning and significance;
to be so down to earth, to find appreciation & criticism the tools for self-evaluation and self-improvement;
to be so warm, to love and respect all your fans, friends, appreciators, critics objectively;
& last but not the least…..
to be so voluminous & versatile to continuously make this blog so motivating, challenging and enchanting for all of us.
Irshad bahut khoob, tum sach much MISAAL banke ji rahe ho, jeete raho dost.
honestly im tongue-tied. aapki iss thought ko ek genre mein bandhna ya ek nazariye se dekhna impossible hai.ismein romance bhi hai,gehri taqleef ki goonj bhi.athaa sagar ke samksh apne samarpan ka ehsaas bhi aur apne bhitar umadte saagar ko kaboo mein kar,vijayi hone ka khumaar bhi.har insaan apne liye ek mukaam hasil karne ki soch rakhta hai. aur jab vo wahan pahunch jata hai, ya kareeb hota hai, tab shayad……… bahut hi bahut hi kammaal!
a very strong n compelling thought!very powerful n inspiring Irshad
sach kahun to mere paas bhi koi shabd nahi.aap yun hi aage badhte rahiye Irshad.aap sach mein hum sabon ke liye ek misaal hain…………..aapke tej ka ansh pakar shayad hum bhi nikhar jaayen.khuda se bus yahi dua hai ki aapka tej yun hi badhta rahe aur apni kaabliyat ke charam pe pahunchkar, aane wali kayi peedhiyon ke liye ek misaal banen aap.ek aisi misaal jise pana sabhi ka sapna ho………….aur aisa hi hoga yeh meri umeed nahi,mera yakeen hai.
very nice and deep thought…full of pathos, purity n attitude. Gr8 going.
bulbul thank you very much for your so many good wishes. God bless you.
rutuja i am use to see your name and comment on my website. plz never be absent, thanks.
नमस्ते इरशाद ,
रुतुजा की तरह मै भी नियमित हूं यहां पर 🙂 कई बार कमेन्ट करने से रूक जाती हूं, क्यों कि हर बार आपकी पन्क्तियां पढकर सिर्फ़ बहुत खूब, उम्दा या बढिया आदि कह्कर चुप नही रह पाती, कह्ने को और भी कुछ रहता है.. लेकिन डरती हूं :).
आज की पन्क्तियों पर भी मुझे ये कहना है–
” सवाल बन के आया जो एक दिन,
खयाल बन के रहा था दिल मे,
मिसाल बन के चला गया है……….
Irshad Sir, we all–your friends and fans are gr8ly blessed to have YOU. World’s Bestest Wishes to You, always. U r sweetest…awesomest…wowest…bestest 🙂
Oohhhhh…m soooooooooo touched, Irshad Sir……….soooo veryyyy sweet & nice & kind of U……YOUR comment hv made my YEAR…yesss the year n not a day-as Ur comment is soooooooo niceeeeeee……………………………….. + thxxxxxxxxxxxxxx……………….. yessssssss attending Ur website daily is my sweet addiction & m luving it…… 🙂
apne zakhmon pe bhi guroor kar pana.ishwar ne insaan ko kitni taaqat di hai, par hum kabhi khud ko pehchaan hi nahi paate.bahut khoob Irshad, bahut khoob!
Rachana aapka aur aapki panktiyon ka bahut swagat, zaroori nahin hai ki aap har update pe UMDA< BADHIYA ya BAHUT KHOOB he likhein aapko aur achha ho sakta tha, achha nahin hai ya main iss khayal se sehmat nahin likhne ki bhi poori chhoot hai…balki meri kalam ke sudhar ke liye vo zyada zaroori hai aur sahityak charcha [literary discussion] ka mahaul banane ke liye bhi issey shahyta milegi…iss website pe mere saath bane rahiye…apne vicharon ke saath…
i completely agree with wat Rachna has expressed n her poetic thought is really good.thanks Irshad for being d way you are.such responses frm ur side are really heart warming n encouraging for all of us.i hope all those visiting or commenting on this blog will agree with me……………ek baat aur, aap bahut accha likhte hai…………par aapko lekar hamari akankshayein bahut bahut bahut uunchi aur alhaida kism ki hain. ALL THE VERY BEST IRSHAD!
Thanks Rajni…aap sabki umeedon pe khara utarne ki koshish karunga…
I completely agree with Ms. Rajni.
Irshad,
It has always been our pleasure and great learning experience to have creative interaction with you and others on this blog.
And… very importantly to say;
It’s always great of you…
to be so kind, to find all are equal on this platform;
to be so nice, to welcome all kind of appreciation & criticism and respect & consider them at equal level;
to be so dedicated to your art, to feel that appreciation & criticism open the truthful levels of meaning and significance;
to be so down to earth, to find appreciation & criticism the tools for self-evaluation and self-improvement;
to be so warm, to love and respect all your fans, friends, appreciators, critics objectively;
& last but not the least…..
to be so voluminous & versatile to continuously make this blog so motivating, challenging and enchanting for all of us.
You are the best.
I hope all on this blog will agree with me.
-ऋतुजा