December 26, 2009

कामिल प्रशन पहाड़ सा, सच्चा प्रीतम कौन?…

लेकिन उत्तर सरल जो, समझे तेरा मौन

14 responses to “”

  1. Shadab says:

    badhiya hai ye bhi.

  2. bulbul says:

    kora sacch.dheemi si,bheeni si,thandi si purwaayi chali ho dil mein jaise,aisa laga aapka khayal padhke.

  3. tasveer says:

    sach kaha aapne.aur bahut khoobsurati se kaha.khamoshi jo kuch kehne ki taqat rakhti hai vo shabd nahi keh paate.aur shabdon ke correct expression ka janam bhi shayad khamoshi mein hi hota hai……sacche saathi ki aisi pehchaan pehle nahi suni kabhi.bahut accha Irshad,bahut khoob,bahut meetha aur bahut mazboot……

  4. bharti says:

    ‘the real in us is silent,the acquired is talkative.’Irshad Kamil………….ek writer ki zubaan se, ek shabdon ke bunkar se aisi baat ka aana, iss sacchayi pe ek mohar ka sa kaam karta hai.par yeh thought thoda gudgudata bhi hai.it evokes mystery n stimulates a deep-rooted insight.

  5. Rutuja says:

    sharp…sweet…smart …soulful…

    Super like on this…fantabulous……

  6. Rachana says:

    प्रीत की रीत है बदल गई,
    पहले सी भाषा रही नही………

    * आंखें आखों को पढ लेती,
    तब सब कुछ कह देता था मौन!
    इस वाचाल हुए युग मे,
    चुप की भाषा को समझे कौन!!

  7. shakti barthwal says:

    sir,
    prashn jatil laga , uttar padne ke baad saral laga, magar sochne ke baad kathin laga…

    i mean aajkal kaun hai jo maun ko pad paata hai…

  8. shelly says:

    Shakti ji ne sahi kaha……………aajkal maun kaun samajhta hai.isiliye toh sab kisi ke saath hokar bhi tanha hain.sacchi mohabbat paa jana ,khuda ko pa jane jaisa hoga…..aur khuda ko toh hum sab paa kar bhi nahi paa pate.shayad jaise khuda ko paane ke raaste duniyavi ya samaaj ke banaye aur shikhaye nahi ho sakte, waise hi, mohabbat ko mehsoos karne aur paane ke raaste duniya ke shikhaye nahi ho sakte.vo toh khud hi banane padte hain……….apne bhitar jaakar…………….Jaado hai yeh….zindagi,kammal ka jadoo…….aur hum sab jadugar! par afsoos hum sab apne hi jaadu se darte hain.zindagi se muah pher ke jeete hain,zindagi se darke jeete hain.

  9. Rutuja says:

    Ms. Shelly, interesting & insightful thoughts….. my like on your comment.

  10. shakti barthwal says:

    Sir,
    yeh galat baat hai…accha padne ki buri aadat aapne dalwa di aur ab kaafi dino se kuch nahin likh rahe hain aap…waiting for something new…

  11. Irshad Kamil says:

    Shakti out of station tha…kabhi kabhi thodi der bhi ho jaati hai dost.

  12. Irshad Kamil says:

    Shadab, bulbul, tasveer, bharti, rutuja n rachana thanks for liking it.

  13. Saif Nadeem says:

    so simple yet has the power to hit ur senses… whats the point in having a partner who doesnt understand u… looks dont matter, color doesnt matter, creed doesnt matter… only thing that matters is the compatability…. the base of every relation is trust n understanding.
    Kudos Irshad sir.

  14. Irshad Kamil says:

    Saif thanks a lot. Keep visiting n commenting.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Zareef AT Work