December 26, 2009

कामिल बोल फ़कीर का मांगे सब की ख़ैर…

न काहू से दोस्ती न काहू से बैर

13 responses to “”

  1. Rutuja says:

    powerful…impactful…beautiful….

  2. Rutuja says:

    very very happy to see Ur post…thanks 🙂

  3. hazel bishwas says:

    Irshad ab kisi ki nahi kair ….

    hahaha ! bohat hi umda soch hai …. jabhi toh hum aapke fan hain …
    nice to see you back after the break … wall suni kardi thi aapne ….
    welcome back !

  4. Irshad Kamil says:

    Rutuja Thanks I was Out Of Town. So was not able to update the post.

  5. Irshad Kamil says:

    Hazel thanks a lot.

  6. Sanjiv Dawar says:

    Bhaut Sahi baat hai.

  7. shelly says:

    thankyou so much Irshad for being back. bahut mayuus hokar aapki site kholi thi ki phir khali haath lautna padega.par ab main bahut khush hun.ho sake toh itni der ke liye mat jaaya kijiye,khuda aapko bahut masroof rakkhe,kaam mein izaafa hota rahe,aur aapki kaabliyat sab tak pahunche……par gar thoda waqt hum sabke liye bhi nikaal payen, toh hamein accha lage.

  8. Irshad Kamil says:

    Shelly Mera har kaam aap sab ke liye hi hai. Aamad ke liye aapka bahut bahut shukriya.

  9. shakti barthwal says:

    Sir,
    kaafi dino ke baad kuch padne ko mila accha laga … Par duniyavi zarooraton ko poora karne aur apni kheir rakhne ke liye dosti aur baeir ka khel toh chalta rehta hai…Main ek aam aadmi ke nazariye se samajhne ki koshish kar raha hun…

  10. ……. lagaa…… Irshad se milne geya lekin Kabir se bhi mil liya ….. thanks !!! ……….

  11. Irshad Kamil says:

    Shakti duniyavi zaroorton se zara sa ooper uthne ki koshish hi insaan ki asli struggle hai. Khush raho.

  12. Irshad Kamil says:

    Gurinder Bhai khush-aam-deed…meri asli MOHABBAT ke arthon ki khoj jaari hai…aur shayad hamesha rahegi. aate rahiye aapke comments ki iss web site ko bahut zaroorat hai.

  13. Rutuja says:

    Super like on Mr. Gurinder’s response & Irshad’s reply to him 🙂

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Zareef AT Work